• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Karwan-E-Bahaaran Ki Be-Dara Hoga

Wo Karwan-E-Bahaaran Ki Be-Dara Hoga

vo karvan-e-baharan ki be-dara hoga

sukut-e-ghunche ki manzil pe ruk gaya hoga

baja ki dil nahin zindan-e-be-ḳhudi ka asiir

magar ye qaid-e-ana se kahan raha hoga

shua-e-mahr ki nazzargi ke shauq men chand

falak ke dida-e-be-ḳhvab men Dhala hoga

kuchh aisi sahl nahin fan ki munfarid taḳhliq

ḳhuda bhi meri tarah pahron sochta hoga

main tere zehan men rach bas gaya huun misl-e-ḳhayal

jidhar bhi ja.ega tu mera samna hoga

baha ke le bhi gaya meri har mata-e-sukun

jo ashk abhi tire ruḳh par nahin baha hoga

ye aarzu hai ki vo din na dekhna ho nasib

mire amal se mira fikr jab ḳhafa hoga

khila raha hai jo harf-o-nava ke lala-o-gul

vo mera nutq nahin mauja-e-saba hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lala-O-Gul Ka Lahu Lakh Bahaya Jae

poet

Aise Gum-Sum Wo Sochte Kya The

poet

Viran Sa Ab Hun Jo Main Aisa to Nahin Tha

firaq-gorakhpuri

Har Sans Mein Gulzar Se Khil Jate The

Chashm-E-Wa Hi Na Hui Jalwa-Numa Kya Hota

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet