• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Hai Aag Wo Pani Hai

Wo Hai Aag Wo Pani Hai

vo hai aag vo paani hai

sab ki ek kahani hai

un khanDarat ke niche bhi

jaari naql-e-makani hai

koi meri umr bata.e

bachpan hai ki javani hai

a.ine hain gard-alud

aur ḳhitta barani hai

ghar ka naqsha hai tayar

ab zanjir banani hai

haath hamare zaḳhmi hain

aur chaTTan girani hai

koi sapna bhi dekho

virani virani hai

mere ghar ka sannaTa

meri hi be-dhyani hai

hijr ko hijr na kahna bhi

‘mohsin’ be-imani hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sawal-E-Ishq Par Ta-Hashr Chup Rahna paDa Mujhko

Hua Na Mujhse Koi Ham-Kalam Gardish Mein

allama-iqbal

Tariq Ki dua

Sufi

Chhan Pal Ghadi Nis din Tum Pyare

Tabinda Husn-E-Raaz-E-Bahaaran Hamin Se Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet