• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Dhup Wo Galiyan Wahi Uljhan Nazar Aae

Wo Dhup Wo Galiyan Wahi Uljhan Nazar Aae

vo dhuup vo galiyan vahi uljhan nazar aa.e

is shahr se us shahr ka angan nazar aa.e

is gham ke ujale men jo ik shaḳhs khaḌa hai

vo duur se mujh ko mira sajan nazar aa.e

ik hijr ke sho.ale men ka.i baar jale ham

is aas men shayad ki naya-pan nazar aa.e

ye raat ga.e kaun hai is peḌ ke niche

ik diip sa har shaḳh pe raushan nazar aa.e

vo baat kaho jis ko tarasti rahe duniya

vo harf likho jis men koi fan nazar aa.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shahryar

Jagta Hun Main Ek Akela duniya Soti Hai

Dil Ki Aag Kahan Le Jate Jalti Bujhti chhoD Chale

abdul-rahman-khan-wasfi-bahraichi

Gham Se Ghabra Ke Kabhi Nala-O-Fariyaad Na Kar

fahmida-riaz

Tafsil Masafat Ki

wajid-ali-shah-akhtar

Labaalab Kar de Ai Saqi Hai Khaali Mera Paimana

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet