• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Andhera Hai Jidhar Jate Hain Hum

Wo Andhera Hai Jidhar Jate Hain Hum

vo andhera hai jidhar jaate hain ham

apni divaron se Takrate hain ham

kaTte hain raat jaane kis tarah

sub.h-dam ghar se nikal aate hain ham

band kamre men sukun milne laga

jab hava chalti hai ghabrate hain ham

haa.e vo baten jo kah sakte nahin

aur tanha.i men dohrate hain ham

zindagi ki kashmakash ‘baqi’ na puchh

niind jab aati hai so jaate hain ham

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hosh-O-Hawas-O-Aql Se Begana Nahin Hun

Wo Pari-Zad Hai Ye Sab Ko Dikhana Tha Mujhe

fahmida-riaz

Ek Raat Ki Kahani

ahmad-sajjad-babar

Kab Wo Bhala Hamari Mohabbat Mein Aa Gae

Thahre to Kahan Thahre aaKHir Meri Binai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet