• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hai Safar Mein Karwan-E-Bahr-O-Bar Kis Ke Liye

Hai Safar Mein Karwan-E-Bahr-O-Bar Kis Ke Liye

hai safar men karvan-e-bahr-o-bar kis ke liye

ho raha hai ehtimam-e-ḳhushk-o-tar kis ke liye

kis ki ḳhatir za.iqon ki saḳhtiyon men hain samar

aur jhuk jaati hai shaḳh-e-barvar kis ke liye

kis ki ḳhatir hain badalte mausamon ki barishen

dil ghamin kis ke liye hai chashm tar kis ke liye

rat-jagon men gunjne vaali sada.en kis ki hain

hai hunar kis ke liye arz-e-hunar kis ke liye

kis ne zaḳhm-e-na-rasi se bhar diye hain raste

charasazi kis liye hai charagar kis ke liye

la-makan men kaun rahta hai makan men kya nahin

dasht hain kis ke liye divar-o-dar kis ke liye

kis ne rakkhi hain har ik manzar men rangin sa.aten

ḳhalq farma.e ga.e hain be-basar kis ke liye

kaun sunta hai havaon ki ajab sargoshiyan

aur jaati hain hava.en dar-ba-dar kis ke liye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Nafraton Ka Sulagta Alaw Kaisa Hai

Phir Taqaza Hai Ki Tajdid-E-Wafa Ho Jae

poet

Tum KHafa Kya Hue Hayat Gai

poet

Qalam Ki Nok Pe Rakkhunga Is Jahan Ko Main

Aadmi Ki Hayat muTThi Bhar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet