• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Agar Ab Bhi Koi Ahd Nibhana Chahe

Wo Agar Ab Bhi Koi Ahd Nibhana Chahe

vo agar ab bhi koi ahd nibhana chahe

dil ka darvaza khula hai jo vo aana chahe

ain mumkin hai use mujh se mohabbat hi na ho

dil bahar-taur use apna banana chahe

din guzar jaate hain qurbat ke na.e rangon se

raat par raat hai vo ḳhvab purana chahe

ik nazar dekh mujhe!! meri ibadat ko dekh!!

bhuul pa.ega agar mujh ko bhulana chahe

vo ḳhuda hai to bhala us se shikayat kaisi?

muqtadir hai vo sitam mujh pe jo Dhana chahe

ḳhuun umaD aaya ibarat men, varaq chiḳh uThe

main ne vahshat men tire ḳhat jo jalana chahe

noch Dalungi use ab ke yahi socha hai

gar miri aankh koi ḳhvab sajana chahe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Main Ghazal Ka Harf-E-Imkan Masnawi Ka KHwab Hun

noon-meem-rashid

Ajnabi Aurat

poet

Teri Ai Shah-E-KHuban Ho Bala chaT

poet

Ehsas-E-Be-Zaban Ki Latafat Isi Mein Thi

Husn Achchha Hai Mohammad Ka Kamal Achchha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet