• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Widaa Sath Tumhaare Hi Ho Gaya Suraj

Widaa Sath Tumhaare Hi Ho Gaya Suraj

vida.a saath tumhare hi ho gaya suraj

phir us ke ba.ad na ham ko kahin mila suraj

kahin ubhar na saka roz-o-shab ki mahfil men

main din ka chand raha aur raat ka suraj

uThe jo ham se giran-gosh to hua ma.alum

hamen pukar ke kab ka chala gaya suraj

milan ki shaam sahi par milan nasib kahan

to chaḌhte chand ki mayyat men Dubta suraj

us ek shaam ko jis ke liye the chashm-ba-rah

ḳhilaf-e-vaqt baḌi der se Dhala suraj

‘musavvir’ aao usi sho.ala-ruḳh ki samt chalen

suna hai Dhalta nahin us ke baam ka suraj

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ajay-sahaab

Laga Ke dhadkan Mein Aag Meri Ba-Rang-e-Raqs-e-Sharar Gaya Wo

a-g-josh

Sar-E-Rahe Kabhi-Kabhaar Sahi

poet

Apnon Hi Pe Hoti Hai Har Mashq-E-Jafa Pahle

aalok-shrivastav

Har Bar Hua Hai Jo Wahi To Nahin Hoga

Tujhe KHabar Hai Tujhe Satata Hun Is Bina Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet