• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kab Talak Baat Karun Main Teri Taswir Ke Sath

Kab Talak Baat Karun Main Teri Taswir Ke Sath

kab talak baat karun main tiri tasvir ke saath

lafz lipTe hain mire halqa-e-zanjir ke saath

ḳhvab men dekha tha kal raat nazara kaisa

ek zanjir bandhi thi miri tasvir ke saath

hashr tak jiit ka arman liye baiTha raha

vaqt ki naav pe TuuTi hui shamshir ke saath

baat ham ko na samajh aa.i tumhari ab tak

baat ham ko zara samjhao to tafsir ke saath

jurm hansta raha ta-der adalat men aaj

aur sach rota raha jhuuT ki tahrir ke saath

kaam kuchh kar hi gaya tark-e-ta.alluq ‘anvar’

naam leta tha mira aaj vo tauqir ke saath

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahani Mein chhoTa Sa Kirdar Hai

Hum Aawara Ganw Ganw Basti Basti Phirne Wale

Sufi

Aaj Yun Mujhse Mila Hai Ki Khafa Ho Jaise

nida-fazli

Aani Jaani Har Mohabbat Hai Chalo Yun Hi Sahi

Bedam Shah Warsi

Tur Wale Teri Tanwir Liye Baithe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet