• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqt Se Pahle daraKHton Pe Samar Aane Lage

Waqt Se Pahle daraKHton Pe Samar Aane Lage

vaqt se pahle daraḳhton pe samar aane lage

raat aa.i bhi nahin ḳhvab-e-sahar aane lage

main ne pahla hi qadam rakkha hai dariya men abhi

ḳhair-maqdam ke liye kitne bhanvar aane lage

kya ḳhata ho ga.i sarzad main isi soch men huun

sang ke badle miri samt guhar aane lage

is liye zill-e-ilahi se ḳhafa hain raten

un ke aivan men kyuun ḳhak-basar aane lage

aap kuchh aur hain ashiq ise kahte hain miyan

jis ko har chiiz men mahbub nazar aane lage

ḳhair mangen kisi dushman ke liye ab ‘alam’

ain mumkin hai duaon men asar aane lage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Taraj KHwahishon Ka Mudawa Na Ho Saka

Ek Nasha Sa Zehn Par Chhane Laga

Payam-E-Yas Na De Ai Nigah-E-Yar Mujhe

Chah Thi Mehr Thi Mohabbat Thi

poet

Tumhaari Chashm Ne Mujh Sa Na Paya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet