• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqt Ki Barf Hai Har Taur Pighalne Wali

Waqt Ki Barf Hai Har Taur Pighalne Wali

poet

vaqt ki barf hai har taur pighalne vaali

din bhi hai zer-e-safar shaam bhi Dhalne vaali

ishq saa.e ki tarah saath chipak jaata hai

ye bala to na kisi taur hai Talne vaali

ham vo pahiye jo agar saath barabar na chale

ek meter bhi ye gaaḌi nahin chalne vaali

ek dhaḌka hai mire dil ko ḳhabardari ka

ek ḳhvahish hai mire zehn men palne vaali

zard kah kar nazar-andaz kiya tha jis ko

ab vahi shaḳh hui phulne-phalne vaali

hai ajab vaqt ki holi ki har ik chakkar par

suui chehre pe naya rang hai malne vaali

da.era toḌa to hairat hi dar aa.i ‘zishan’

ab ye hairat nahin andar se nikalne vaali

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

bilqis-zafirul-hasan

Be-Talluq Sare Rishte Kaun Kis Ka Aashna

poet

Fasil-E-Dil Mein Dar Kiya Ki Rabta Bana Rahe

poet

Shab Ki Chadar Se lipaT Kar Gham Ka Paikar so Gaya

KHizan Ki Rut Hai Janam-Din Hai Aur Dhuan Aur Phul

ada-jafarey

Kya Jaaniye Kis Baat Pe Maghrur Rahi Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet