• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Waqt Bhi Marham Nahin Hai

Waqt Bhi Marham Nahin Hai

sarwat-zehra

mujhe saanp sidhi ke

is khel se

aaj ghin aa rahi hai

mire dil ke panse pe khode gae

ye adad

mujh ko mahdud karne lage hain

bisat-e-ziyan par

mire khvab ka reshmi azhdaha

chaal ke pairahan ko nigalne laga hai

meri jast ki sidhiyan

sokhta haddiyon ki tarah

bhurnhuri ho ke

jhadne lagi hain

khel hi khel men

sabz chaukor khane

kisi qabr ki chaar divar ban kar

mira dam nigalne lage hain

so ai vaqt!

mere muqabil khiladi

aaj se tu bhi azad hai

main bhi azad huun

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kunj-E-Dil Mein Hai Jo Malal Uchhaal

KHwahish Ko Apne Dard Ke Andar sameT Le

Lillah Koi Koshish Na Kare Ulfat Mein Mujhe Samjhane Ki

Sine Mein Liye Jine Ke Arman Hazaron

poet

Dard Jab Sher Mein Dhal Jate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet