Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ahmad-faraz

Wapsi

  • Nazm
  • Classic Poet
  • Poet: Ahmad Faraz
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

us ne kaha

sun

ahd nibhane ki khatir mat aana

ahd nibhane vaale aksar

majburi ya mahjuri ki thakan se lauta karte hain

tum jaao

aur dariya dariya pyaas bujhao

jin ankhon men duubo

jis dil men utro

meri talab avaz na degi

lekin jab meri chahat

aur miri khvahish ki lau

itni tez aur itni

unchi ho jaae

jab dil ro de

tab laut aana

More Poems

Ghunche Ko Nasim Gudgudae Jaise

Siskiyon Hichkiyon Aahon Ki Farawani Mein

Shahr Mera

Jazb-E-Ulfat Ne dikhaya Asar Apna Ulta

Itna Ehsan To Hum Par Wo Khudara Karte

Mujhe Rang-E-Khwab Se Zindagi Ka Yaqin Mila

Chutkiyan Li Hi Ki Uth Baith Jo Mar Jae Koi

Kashti Hai Tabah dil-Shudaon Ki

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.