• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahi Log Phir Aane Jaane Lage

Wahi Log Phir Aane Jaane Lage

poet

vahi log phir aane jaane lage

mire paas kyuun aap aane lage

koi aise se kya shikayat kare

bigad kar jo baten banane lage

ye kya jazb-e-dil khinch laaya unhen

mire khat mujhe phir ke aane lage

abhi to kaha hi nahin main ne kuchh

abhi tum jo ankhen churane lage

hamare hi aage gale ghair ke

hamari hi tarzen udane lage

na ban aaya jab un ko koi javab

to munh pher kar muskurane lage

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rang Ka Farq miTaya Ye Sharaf Mera Tha

Ghar Hai Wahshat-KHez Aur Basti ujaD

Nind Raaton Ki Mere Yar uDati Hai Ghazal

Hum Ek Shahr Mein Jab sans Le Rahe Honge

Ranj Ek talKH Haqiqat Ka Faqat Hai Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet