• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Viran Sarae Ka diya Hai

Viran Sarae Ka diya Hai

obaidullah-aleem

viran sarae ka diya hai

jo kaun-o-makan men jal raha hai

ye kaisi bichhadne ki saza hai

aine men chehra rakh gaya hai

khurshid misal shakhs kal shaam

mitti ke supurd kar diya hai

tum mar gae hausla tumhara

zinda huun main ye mera hausla hai

andar bhi is zamin ke raushni ho

mitti men charagh rakh diya hai

main kaun sa khvab dekhta huun

ye kaun se mulk ki faza hai

vo kaun sa haath hai ki jis ne

mujh aag ko khaak se likha hai

rakkha tha khala men paanv main ne

raste men sitara aa gaya hai

shayad ki khuda men aur mujh men

ik jast ka aur fasla hai

gardish men hain kitni kaenaten

bachcha mira paanv chal raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pahli Bar Mile the Tum

Ek Aise Makan Mein Thahre Hain

poet

Gham-E-Hijr Ke Gae din Guzar Hua Aakhir Apna Visal Hi

poet

suKHan Ko Tul Na De Apni Ehtiyaj Bata

zafar-iqbal

Jahan Nigar-E-Sahar Pairahan Utarti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet