Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
poet

Uth Chuka dil Mera Zamane Se

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Ashraf Ali Fughan
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

uth chuka dil mira zamane se

ud gaya murgh ashiyane se

dekh kar dil ko mud gai mizhgan

tiir khali pada nishane se

chashm ko naqsh-e-pa karun kyunkar

duur ho khaak astane se

ham ne paaya to ye sanam paaya

is khudai ke kar-khane se

teri zanjir-e-zulf se nikle

ye tavaqqo na thi divane se

ai ‘fughan’ dard-e-dil sunun kab tak

ud gai niind is fasane se

More Poems

Ayan donon Se Takmil-E-Jahan Hai

Rizq Ka Jab Nadaron Par darwaza Band Hua

Hamesha Sair-E-Gul-O-Lala-Zar Baqi Hai

Tum Bhi Ab Shahr Se dar Jate Ho Had Karte Ho

Aqaed Wahm Hain Mazhab Khayal-E-Kham Hai Saqi

dil-E-Bedar Faruqi dil-E-Bedar Karrari

Aawaz Ke Moti

Aadam Ka Jism Jab Ki Anasir Se Mil Bana

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.