• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Umid Koi Nahin Aasra Bhi Koi Nahin

Umid Koi Nahin Aasra Bhi Koi Nahin

umiid koi nahin aasra bhi koi nahin

dava bhi koi nahin ab dua bhi koi nahin

kuchh itne ho ga.e bezar apne haal se log

ki apne haal pe ab sochta bhi koi nahin

bata.e kaun vahan kya guzar ga.i kis par

ki is dayar se aaya gaya bhi koi nahin

hisar-e-jan ke vo us paar hi to rahta hai

faqat hai shart-e-safar fasla bhi koi nahin

guzar hua jo kabhi us se mil liye varna

saval us se kuja mudda.a bhi koi nahin

mire suḳhan ne mujhe ru-shanas sab se kiya

vagarna chehre se pahchanta bhi koi nahin

hamin ne ḳhud pe kiye band saare dar ‘mohsin’

nikalna chahen to ab rasta bhi koi nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab KHasare Hi Ka Sarmaya Hun Main

Zindagi Dard Se Qarib Rahe

puja-bhatia

Tai Apni Qaid Ki Miad Karte Jaenge

poet

Ai Musawwir Yaad Ki Taswir Khincha Chahiye

Kabhi Sarab Karega Kabhi Ghubar Karega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet