• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uljha dil-E-Sitam-Zada Zulf-E-Butan Se Aaj

Uljha dil-E-Sitam-Zada Zulf-E-Butan Se Aaj

poet

uljha dil-e-sitam-zada zulf-e-butan se aaj

nazil hui bala mire sar par kahan se aaj

tadpunga hijr-e-yar men hai raat chaudhvin

tan chandni men hoga muqabil katan se aaj

do-char rashk-e-mah bhi hamrah chahiyen

vaada hai chandni men kisi mehrban se aaj

hangam-e-vasl radd-o-badal mujh se hai abas

niklega kuchh na kaam nahin aur haan se aaj

qaar-e-badan men ruuh pukari ye vaqt-e-nazaa

muddat ke baad uthte hain ham is makan se aaj

khinchi hai charkh ne bhi kisi maang ki shabih

sabit hui ye baat mujhe kahkashan se aaj

andher tha nigah-e-‘amanat’ men shaam sahar

tum chand ki tarah nikal aae kahan se aaj

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

mushafi-ghulam-hamdani

Az-Bas Bhala Lage Hai Tu Mere Yar Mujhko

abhishek-kumar-amber

Rah Bhatka Hua Insan Nazar Aata Hai

Bedam Shah Warsi

Ye Khusrawi-O-Shaukat-e-Shahana Mubarak

Humne Chaha Use Usi Ke Baghair

adeem-hashmi

Koi Patthar Koi Guhar Kyun Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet