• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uftad Tabiat Se Is Haal Ko Hum Pahunche

Uftad Tabiat Se Is Haal Ko Hum Pahunche

uftad tabi.at se is haal ko ham pahunche

shiddat ki mohabbat men shiddat hi ke gham pahunche

ahval bata.en kya raste ki suna.en kya

ba-halat-e-zar aa.e ba-dida-e-nam pahunche

jis chehre ko dekha vo a.ina-e-duri tha

divar ki surat tha jis dar pe qadam pahunche

kuchh lab pe kuchh ankhon men le aa.e saja kar ham

jo ranj ki haath aa.e jo gham ki baham pahunche

qat-e-sar-e-shaḳh-e-narm aghaz-e-numu-e-nau

sadme miri chahat ko pahunche to pa kam pahunche

vo shaḳh bane-sanvre vo shaḳh phale-phule

jis shaḳh pe dhuup aa.e jis shaḳh ko nam pahunche

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hum Ki Majnun Ko Dua Kahte Hain

Kaha Ye Maine Ki Apni Aankhon Mein KHwab Rakhna

Pas-E-Adab Mein Josh-E-Tamanna Liye Hue

sheikh-ibrahim-zauq

Hain dahan Ghunchon Ke Wa Kya Jaane Kya Kahne Ko Hain

akbar-hameedi

Tera Aanchal Ishaare de Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet