• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Udasi Ke Manzar Makanon Mein Hain

Udasi Ke Manzar Makanon Mein Hain

udasi ke manzar makanon men hain

andhere abhi ashiyanon men hain

mohabbat ko mausam ne avaz di

dilon ki patangen uḌanon men hain

zaban vaale bhi kaash samjhen kabhi

vo dukh dard jo be-zabanon men hain

parindon ki parvaz qaa.em rahe

ka.i ḳhvab shamil uḌanon men hain

kahan manzilen gum pata hi nahin

nigahen magar asmanon men hain

gharon men hain mahrumiyon ke nishan

ki ab raunaqen bas dukanon men hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

parvin-sheer

Shikasta Sipar

Mere Baad Aur Koi Mujh Sa Na Aaya Hoga

Zindagani Ka Bana Lije Chalan Husn-E-Suluk

chhoD Kar Ghar-Bar Apna Hasrat-E-Didar Mein

Umr-Bhar Dard Ke Rishton Ko Nibhane Se Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet