• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Udas Aankhen Ghazal Aankhen

Udas Aankhen Ghazal Aankhen

udaas ankhen ghazal ankhen

javab ankhen saval ankhen

hazar raton ka bojh uThiye

vo bhigi palken vo laal ankhen

vo sub.h ka vaqt niind kachchi

ḳhumar se be-misal ankhen

bas ik jhalak ko taḌap rahi hain

rahin-e-shauq-e-visal ankhen

jhuki jhuki si mundi mundi si

amin-e-naz-e-jamal ankhen

vo hijr ke mausamon se uljhi

thaki thaki si niDhal ankhen

na jaane kyuun khoi khoi si hain

bujhi bujhi pur-ḳhayal ankhen

hain shoḳhiyon se chhalakne vaali

mohabbaton se nihal ankhen

agar nigahon se mil ga.iin to

karengi jiina muhal ankhen

chhupe hue hain hazar jazbe

bala ki hain ye kamal ankhen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Asar Kar Ke Aah-E-Rasa Phir Gai

Teri Jaanib Se Dil Mein Waswase Hain

ahmad-salman

Kali Raat Ke Sahraon Mein Nur-Sipara Likkha Tha

Kis Se ThanDak Hai Ki Ye Sab Hain Jalane Wale

adnan-mohsin

Mere Khush Rahne Se Usko Kuchh Pareshani Na Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet