• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumne Kyon Hans Ke Mujhe Ek Nazar Dekh Liya

Tumne Kyon Hans Ke Mujhe Ek Nazar Dekh Liya

tum ne kyon hans ke mujhe ek nazar dekh liya

aaj kya aa ga.i ji men jo idhar dekh liya

ham kis ummid pe a.inda koi aah karen

ham ne kis aah ko mamnun-e-asar dekh liya

karvaTen lete hue tum bhi tasavvur men mile

tum ko bhi zinat-e-aghosh-e-nazar dekh liya

tere bimar ko kyon dekhne aa.e the tabib

pyaar ki aankh se tu ne na udhar dekh liya

kyon ḳhafa hote ho kyon paḌ ga.i mathe pe shikan

kya hua chashm-e-mohabbat se agar dekh liya

girti paḌti lab-e-‘qaisar’ se dua nikli hai

ye hi asar-e-asar hain to asar dekh liya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dil Mein Wafa Ki Hai Talab Lab Pe Sawal Bhi Nahin

Pochhiye Mat Kya Hua Kaise Hua

Dard-E-Dil Umr-Bhar Nahin Hota

ismail-merathi

Mulamma Ki Anguthi

Hawaen Tez Thin Mahaul Gard Gard Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet