• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumhein KHabar Bhi Hai Ye Tumne Kis Se Kya Manga

Tumhein KHabar Bhi Hai Ye Tumne Kis Se Kya Manga

tumhen ḳhabar bhi hai ye tum ne kis se kya manga

bhanvar men Dubne valon se aasra manga

sune jo mere aza.em to azmane ko

hava se barq ne ghar ka mire pata manga

ḳhud apni raah banata gaya pahaḌon men

kabhi kahan kisi dariya ne rasta manga

jo aap apne andheron se bad-havas hui

shab-e-siyah ne ghabra ke ik diya manga

kahin bhi ho koi neki bara.e neki ho

vahin pe ho ga.i zaa.e.a agar sila manga

ḳhuda ki den ke mohtaj-e-bandagan-e-ḳhuda

ye kya ki mangne valon se ja-ba-ja manga

hamen jo ishq men hona tha surḳh-ru ‘ejaz’

to ham ne jan-e-hazin qalb-e-mubtala manga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Raqs-E-Hasti Ke Phisal Jaane Ka Andesha Hai

mubarak-azimabadi

Laga de Soz-E-Mohabbat Phir Aag Sine Mein

Dil to Phulon Se Ba-Tahrik-E-Gham-E-Dil Bandha

jaun-eliya

Aaj Lab-E-Guhar-Fishan Aapne Wa Nahin Kiya

Be-Dilon Ki Aabru Rah Jaegi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet