• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tumhaari Be-Adai Ke Maze Aane Lage Mujhko

Tumhaari Be-Adai Ke Maze Aane Lage Mujhko

tumhari be-ada.i ke maze aane lage mujh ko

jo mere dushman-e-jan the vo samjhane lage mujh ko

tiri furqat men halat ho ga.i hai aaj vo meri

ye mere chara-gar zanjir pahnane lage mujh ko

ḳhudaya dekh kar un ko mujhe tujh par yaqin aaya

unhin men to tire jalve nazar aane lage mujh ko

diye ashkon ke palkon ki munDeron par hue raushan

kabhi jo sham-e-hijran aap yaad aane lage mujh ko

natija dil ke samjhane ka nikle bhi to kya nikle

use samjhane jo baiThun vo samjhane lage mujh ko

na jin ke jism par sar hai na chehra hai na ankhen hain

qayamat hai vahi a.ina dikhlane lage mujh ko

jo patthar phenkne valon ko main ne ghaur se dekha

bahut se log un men jaane pahchane lage mujh ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

aisha-ayyub

Khushi Mein Yun Izafa Kar Liya Hai

Ek Bhi Naw Na Kaghaz Ki Tarane Dega

KHwahishen Apni Sarabon Mein Na Rakkhe Koi

Qalam Mein Ashk Bhar Kar Likh Rahi Hun Dard Kaghaz Par

poet

Us Shakar-Lab Ka Main KHayali Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet