• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tum Kahan Mujhse Mulaqat Ko Aa Sakte Ho

Tum Kahan Mujhse Mulaqat Ko Aa Sakte Ho

poet

tum kahan mujh se mulaqat ko aa sakte ho

chalti gaaḌi se faqat haath hila sakte ho

yuun nahin hai ki har ik ḳhvab ko ta.abir mile

aisa kab hai jise chaho use pa sakte ho

mere jaise ho to hazir hain mire qalb-o-nazar

auron jaise ho to phir shauq se ja sakte ho

lazmi ye bhi kahan hai ki hamare hi raho

daf.atan aur kisi ko bhi to bha sakte ho

asmanon se mire vaste raushan taare

baton baton men sahi toḌ ke la sakte ho

tum ko to vus.at-e-iz.har pe hai itna ubuur

jam ke ik sher agar kah do to chha sakte ho

main zamane men mohabbat ki sada banTti huun

meri avaz men avaz mila sakte ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

gulzar

Ped Ke Patton Mein Halchal Hai Khabar-dar Se Hain

Sufi

Meri Hayat Ke Sahra Mein Chhanw Jaisa Tha

allama-iqbal

Kya Ishq Ek Zindagi-E-Mustaar Ka

Gham Ke Sunsan Bayaban Se Nikalta Hi Nahin

Lala-O-Gul Mein Bikhar Jaenge Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet