Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
kaifi-azmi

Tum Itna Jo Muskura Rahe Ho

  • Ghazal
  • Top Rated Poet
  • Poet: Kaifi Azmi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

tum itna jo muskura rahe ho

kya gham hai jis ko chhupa rahe ho

ankhon men nami hansi labon par

kya haal hai kya dikha rahe ho

ban jaenge zahr piite piite

ye ashk jo piite ja rahe ho

jin zakhmon ko vaqt bhar chala hai

tum kyuun unhen chhede ja rahe ho

rekhaon ka khel hai muqaddar

rekhaon se maat kha rahe ho

More Poems

Khak-e-Bisat

Nae Uslub Mein Zinda Hue Hain

Kab Tasawwur Mein Tere dida-E-Tar Band Kiya

dil-Girafta Hi Sahi Bazm Saja Li Jae

dil Ajab Gumbad Ki Jis Mein Ek Kabutar Bhi Nahin

Hone Ko Yun To Shahr Mein Apna Makan Tha

Jabin Pe dhup Si Aankhon Mein Kuchh Haya Si Hai

Kal Jo Rone Par Mere Tuk dhyan Us Ka Pad Gaya

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.