• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jab Lagi Aanch to Shoale Se Sharare TuTe

Jab Lagi Aanch to Shoale Se Sharare TuTe

poet

jab lagi aanch to sho.ale se sharare TuuTe

baḌh ga.i raat ki zulmat to sitare TuuTe

ishq ka naaz vafa husn ka ehsan jafa

ham jo TuuTe to mohabbat ke idare TuuTe

ab khula raaz ki hain ḳhvab hi duniya ke sutun

zalzale aa.e hain jab ḳhvab hamare TuuTe

vo kahin chhoḌ na de ye na jafa ho jaa.e

ek janjal se chhuTe jo sahare TuuTe

ham ghubaron ke sahare to bahut auj pe the

jab haqiqat ki lagi dhuup ghubar TuuTe

ab to kuchh jaan hi salamat hai na tan hi mahfuz

sab ko ujlat sabhi ḳhud-kar ishare TuuTe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

kaifi-azmi

daera

poet

Phunk De Hai Munh Tera Har Saf-Dil Ke Tan Mein Aag

Tere Hi Sath Mere Yar Hai Meri Duniya

Farz Barson Ki Ibaadat Ka Ada Ho Jaise

abid-wadood

Jab Bhi Tanhai Kabhi Hoti Hai Hasil Mujhko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet