• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujhe Jab Se Ai Shahid-E-Tur Dekha

Tujhe Jab Se Ai Shahid-E-Tur Dekha

tujhe jab se ai shahid-e-tur dekha

jidhar aankh Daali udhar nuur dekha

ajab ahl-e-ulfat ka dastur dekha

vafur-e-alam men bhi masrur dekha

jo paaya to ab tujh ko nazdik paaya

na dekha tha jab tak tujhe duur dekha

hui aam aisi tiri jalva-rezi

yahan tuur dekha vahan tuur dekha

basirat miri chashm-e-haq-bin ki dekho

jidhar ruḳh kiya nuur hi nuur dekha

miri danish-o-agahi ka bura ho

tujhe duur samjha tujhe duur dekha

ai ‘za.iq’ na kyon ho ye ab rashk-e-dilli

bhara ahl-e-fan se ye bangalore dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Itna Kam Se Kam to Mehrban Hai

akhtar-ul-iman

Urus-Ul-Bilad

akhtar-shirani

Anguthi

KHamushi Jis Dam Faza Mein Raqs Farmane Lagi

Ek Pili Chamkili chiDiya Kali Aankh Nashili Si

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet