• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tujh Ishq Ke Mariz Ki Tadbir Shart Hai

Tujh Ishq Ke Mariz Ki Tadbir Shart Hai

sauda-mohammad-rafi

tujh ishq ke mariz ki tadbir shart hai

lekin shifa ko gardish-e-taqdir shart hai

saudai dil ko zulf-e-girah-gir shart hai

divane ke ilaaj men zanjir shart hai

naale to men bahut kiye us but ke samne

patthar ke narm karne ko tasir shart hai

ho khaak rah-e-ishq men ta-qadr ho tiri

mis ke tila banane ko iksir shart hai

kaafi hai ik ishara-e-abru tira hamen

kuchh ashiqon ke qatl ko shamshir shart hai

dil ki shikast-o-rekht ki mere to le khabar

har ghar ki der-pai ko taamir shart hai

karta hai kis gunah pe uqubat hamen tu yaar

taazir ke to vaste taqsir shart hai

‘sauda’ main is chaman men huun juun ghuncha dil-giraft

matam-sara men surat-e-dil-gir shart hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHak Hai Mera Badan KHak Hi Us Ka Hoga

adil-mansuri

Wo Mar Gai Thi

Muddaton Jis Se Mulaqat Na Thi

aijaz-asad

Ishq Mein Aisi Paedari Hai

Ghamon Mein Hans Ke Bitana Hai Kya Kiya Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet