• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tu Hi Hai Meri Ye Bud-O-Baqa Tu Aur Nahin Main Aur Nahin

Tu Hi Hai Meri Ye Bud-O-Baqa Tu Aur Nahin Main Aur Nahin

poet

tu hi hai miri ye bud-o-baqa tu aur nahin main aur nahin

dekha jo apne ko tu hi mila tu aur nahin main aur nahin

tu hi adam ka tha parda-nashin mire dil ke makan ka hai tu hi makin

miri hasti hai sab ye zuhur tira tu aur nahin main aur nahin

mire hosh-ruba ne hai fazl kiya mujhe raz-e-ḳhuda.i apna diya

miri ruuh men ruuh mila ke kaha tu aur nahin main aur nahin

kahta hai ye mujh se mera sanam ki hain ek hi ye donon hudus-o-qidam

kuchh farq nahin is men hai zara tu aur nahin main aur nahin

‘mardan-safi’ mira mah-e-laqa hai meri hi shakl men jalva-numa

mujh se ye kahta hai kah de khula tu aur nahin main aur nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sultan Baho

Hu da Jama Pahan Karahan Ism Kamawan Zati Hu

Har Rose Hi Imroz Ko Farda Na Karoge

mansoora-ahmad

Ajab Lahja Hai Us Ka

ahmad-rahi

Kabhi Teri Kabhi Apni Hayat Ka Gham Hai

Rifaqat Mein Rafiqon Ki Riya-Kari Bhi Shamil Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet