• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Thi Humne Pyar Mein Har Baat Mani Kya Karte

Thi Humne Pyar Mein Har Baat Mani Kya Karte

poet

thi ham ne pyaar men har baat maani kya karte

hamen hi kahte rahe vo divani kya karte

kal us ke hijr ki divar toḌ di ham ne

na.e zamane men yaden purani kya karte

tumhare saath hi kirdar tha hamara bhi

jo tum ga.e to ham aage kahani kya karte

yunhi uTha ke buḌhape ko saunp di ham ne

tumhare baad bhari ye javani kya karte

nigal liya vo nagina ba-vaqt-e-ruḳhsati hi

tumhare naam ki thi jo nishani kya karte

‘diya’ ye aankh to ik ḳhvab se hi bhar aa.i

tumhare naam pe ham zindagani kya karte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Use Mana Kar Ghurur Us Ka baDha Na Dena

Ye Kya Hawa Mein uDe Aur Paron Se Sher Kahe

Koi Bhi Shakl Mere Dil Mein Utar Sakti Hai

poet

dekh Usko Khwab Mein Jab Aankh Khul Jati Hai Subh

poet

dekh Kya Teri Judai Mein Hai Haalat Meri

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet