• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki

Thi Chaal Hashr Mein Bhi Qayamat Huzur Ki

poet

thi chaal hashr men bhi qayamat huzur ki

sach puchhiye to jhenp ga.i aankh huur ki

sach hai ki raz-e-vasl chhupana nahin hai sahl

main kya kahun jo kahti hai chitvan huzur ki

jaane se dil ke kyuun na ho viran bazm-e-aish

shab bhar isi se rahti thi baten huzur ki

ghash aaj aa gaya hai ḳhuda jaane kal ho kya

muusa ab aur sair karo koh-e-tur ki

jannat men puchhte hue ‘javed’ ham chale

dukan kis taraf hai sharab-e-tahur ki

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dar Se Uski Na Irfan Juda Kar Usko

poet

Be Faeda Rakhta Nahin Sar Hathon Par

sara-shagufta

Chand Ka Qarz

munawwar-rana

Lipstick

poet

Aaankhon Mein Murawwat Teri Ai Yar Kahan Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet