• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Teri Dil-Nawaz Baaten Teri Dil-Nashin Adaen

Teri Dil-Nawaz Baaten Teri Dil-Nashin Adaen

teri dil-navaz baten tiri dil-nashin ada.en

tiri aarzu men kaise na jahan ko bhuul jaa.en

koi giit gunguna.en ki ghazal koi suna.en

tire gesuon ke saa.e men ye soch bhi na paa.en

ye na jaane aaj kis ne dar-e-dil pe di hai dastak

ye jo uTh raha hai tufan ise kis tarah daba.en

ye navazish-e-junun hai ki fusun tiri nazar ka

ye mutalba hai dil ka abhi aur fareb kha.en

tiri anjuman men ab bhi hain ‘shamim’ ajnabi se

kise raz-dan bana.en kise zaḳhm-e-dil dikha.en

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kisht-E-Dil Viran Sahi tuKHm-E-Hawas Boya Nahin

Chup baiTha Mein Akasr Sochta Rahta Hun

Dard-E-Dil Bhi Kabhi Lahu Hoga

kaTta Hai Waqt Kaise Bata Dun Janab Ka

uThane Wale Ye Ek Baat Hai Batane Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet