• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Rahne Ko Munasib Tha Ki Chhappar Hota

Tere Rahne Ko Munasib Tha Ki Chhappar Hota

tere rahne ko munasib tha ki chhappar hota

ki na chaukhaT tiri hoti na mira sar hota

qismat-e-najd ka gar qais commissioner hota

lady-laila ki hava-ḳhori ko motor hota

ghair mil-jul ke uTha lete ki the be-ghairat

go pahaḌ aap ke ehsan ka chhappar hota

chaa.e men Daal kar ushshaq use pi jaate

dar-haqiqat lab-e-ma.ashuq jo shakkar hota

malak-ul-maut pe jhalne ko banata main chanvar

ta.er-e-ruh ki dam men jo koi par hota

le hi leta lab-e-dildar ka bosa uḌ kar

kaash ashiq jo banaya tha to machchhar hota

Thokaren ghair ke marqad pe lagata kyuun kar

boot ki ja pe jo tu pahne slēper hota

chaTta saari kitabon ko baghair az-diqqat

ilm ka shauq jise hai jo vo jhengar hota

paas karta resolution ki hasinon pe ho tex

main kabhi municipality ka jo member hota

lucknow se shab-e-yak-shamba bareilly aate

paanv men gar na ‘zarif’ apne sanichar hota

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Andaz Hu-Ba-Hu Teri Aawaz-E-Pa Ka Tha

Chaman Ko Aag Lagane Ki Baat Karta Hun

Sultan Baho

Kalme di Kal Tadan Pai Jad Murshid Kalma disya Hu

Umr-Bhar KHun Se Likkha Hai Jis Afsane Ko

obaidullah-aleem

Mere Khuda Mujhe Wo Tab-E-Nai-Nawai de

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet