• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere KHayal Se Dilchaspiyan Banate Hain

Tere KHayal Se Dilchaspiyan Banate Hain

tire ḳhayal se dilchaspiyan banate hain

varaq pe dil ke chalo titliyan banate hain

safar hayat ka behad hasin guzrega

ana ko maar ke baisakhiyan banate hain

main janta huun ye dariya nahin hai sahra hai

to ret par hi chalo machhliyan banate hain

uTha hi li hai jo divar tum ne angan men

to bhaa.i is men chalo khiḌkiyan banate hain

khulega is tarah qismat ka band darvaza

jo kavishon ki agar chabiyan banate hain

hamari raah men haa.il hui hai jo ‘ḳhalid’

usi chaTan se ab siḌhiyan banate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHush-Fahmiyon Ke Khel Ki Ab Kya Sabil Hai

mirza-raza-barq

Rang Se Pairahan-E-Sada Hinai Ho Jae

mushafi-ghulam-hamdani

Aah dekhi Thi Main Jis Ghar Mein Pari Ki Surat

ajay-sahaab

Tanhaiyon Mein Ashk Bahane Se Kya Mila

Mai-KHane Mein baDhti Gai Tafriq-E-Nihan Aur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet