• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere KHayal Ne Ehsan La-Jawab Kiya

Tere KHayal Ne Ehsan La-Jawab Kiya

tire ḳhayal ne ehsan la-javab kiya

nafas nafas ko mire vaqf-e-iztirab kiya

adu ka harf-e-malamat bana miri shohrat

usi ne ḳhaak ke zarre ko aftab kiya

tiri nazar ko nazar lag na jaa.e duniya ki

bhare jahan men jo mera hi intiḳhab kiya

qadam qadam pe rahi justaju-e-nam-o-numud

isi havas ne hamen umr-bhar ḳharab kiya

azal ke din se andhere mira muqaddar the

tiri nazar ne mujhe rashk-e-mahtab kiya

gila kiya tha taghaful ka ‘chand’ kyuun us se

tujhi ko ashk-e-nadamat ne aap aab kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Aql Go Aastan Se dur Nahin

Nazr-E-Tauba Hum Karenge Mai-Parasti Ek Din

Ek Pili Chamkili chiDiya Kali Aankh Nashili Si

Koi Uske Barabar Ho Gaya Hai

poet

Badan-Darida-O-Be-Barg-O-Bar Hona Bhi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet