• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere KHayal Mein Dil Aaj Sogwar Sa Hai

Tere KHayal Mein Dil Aaj Sogwar Sa Hai

tire ḳhayal men dil aaj sogvar sa hai

mujhe guman hai kuchh us ko intizar sa hai

main sada-dil tha ki daman pe un ke ro bhi diya

magar gulon ke dilon men abhi ghubar sa hai

vo mo’atabar to nahin hai par is ko kya kiije

ki us ke va.adon pe phir aaj e.atibar sa hai

main tujh se ramz-e-mohabbat kahun to kaise kahun

main be-qarar huun aur tujh ko kuchh qarar sa hai

tujhi pe kuchh nahin mauquf ai dil-e-mahrum

jahan bhi dekhiye aalam men intishar sa hai

tu hosh-mand kahan ka tha kuchh to kah ‘mas.ud’

ye kya hai aaj tujhe dil ye iḳhtiyar sa hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jaanan Hamare Darmiyan Kya Kya Nahin Hua

Sufi

diya Jab dil To dilbar Ka Gila Kya

Ladi Hai Phulon Se Phir Bhi Udas Lagti Hai

poet

Wajibi Baat Kahin Zara Kahiye

poet

Wo Jis Ka Sath Nibhane Ka Hausla Na Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet