• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tere Jaur-O-Jafa Ka Hum Kabhi Shikwa Nahin Karte

Tere Jaur-O-Jafa Ka Hum Kabhi Shikwa Nahin Karte

tire jaur-o-jafa ka ham kabhi shikva nahin karte

mohabbat jis se karte hain use rusva nahin karte

hamare sheva-e-taslim ki bhi qadr kar tu kuchh

ki fariyad-o-fughan ah-o-buka naala nahin karte

mohabbat men bhi ham me.aar ka kuchh paas rakhte hain

kisi halat men bhi ḳhuddari ka sauda nahin karte

mohabbat karne valon ka alag ik apna maz.hab hai

vo rah-e-ishq men sud-o-ziyan dekha nahin karte

raqibon ko sar-e-mahfil jo baazu men biThate hain

dil-azari miri karte hain aap achchha nahin karte

hai poshida yahan bhi apni izzat hi ka ik pahlu

kisi se bad-suluki ka tiri charcha nahin karte

gavara ehtiyat aisi mohabbat men hai ‘ḳhushtar’ ko

ki us ke naam se mansub sher apna nahin karte

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

muneer-niyazi

dekhne Wale Ki Uljhan

Wahi Zamin Wahi Dur Aasmanon Ke

parveen-fana-syed

sanware aaKhirat ya zindagi ko

Faza Mein Aaj Hai Tari Fasurdagi Kitni

abbas-tabish

Pas-e-Ghubar Bhi Udta Ghubar Apna Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet