• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tera Wada jhuTa Nikla

Tera Wada jhuTa Nikla

tera va.ada jhuTa nikla

hijr hi aḳhir sachcha nikla

mera aana dil men tere

tez hava ka jhonka nikla

ham ne ḳhud ko barson dekha

sirf nazar ka dhoka nikla

main ne jis ko yaad kiya tha

tere haath ka likkha nikla

indar ki ḳhamoshi TuuTi

dil se shor-sharaba nikla

main samjha tu dukh banTega

tu bhi gham ka maara nikla

jis ke ḳhauf se bhaag raha tha

vo apna hi saaya nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mauj-E-KHayal-E-Yar Gham-E-Asar Aai Hai

afroz-alam

Ai dost Teri Baat Sahar-Khez Bahut Hai

Tujhse TuTa Rabt to Phir Aur Kya Rah Jaega

Kuchh to Ho Dard Ki Lazzat Hi Sahi

Kuchh Nahin Garche Teri Rahguzar Se Aage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet