• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tanhai Tamir Karegi Ghar Se Behtar Ek Zindan

Tanhai Tamir Karegi Ghar Se Behtar Ek Zindan

tanha.i ta.amir karegi ghar se behtar ik zindan

bam-o-dar nahin honge lekin hoga jiine ka saman

kisi ḳhayal ki sarshari men jari-o-sari yaari men

apne-ap koi aa.ega aur ban ja.ega mehman

jivan paikar dhul ja.enge jis men gunah o savab samet

aansu paida kar hi denge aisi barish ka imkan

ashkon ki bunda-bandi men qaus-e-quzah ke rangon se

ik aisi tasvir bani hai saari duniya hai hairan

hairani zanjir karegi har pal na.i kahani ko

aur ‘zafar’ sab kirdaron men ik din paḌ ja.egi jaan

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qalb Ko Barf-Ashna Na Karo

ahmad-faraz

Abhi Kuchh Aur Karishme Ghazal Ke dekhte Hain

Dil Badalne Se Na Aflak Badal Jaane Se

poet

Aaya Hai Khayal-E-Be-Wafai

Kis Roz Humne Aah-O-Fughan Mein Basar Na Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet