• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tanhai Ke Lamhat Ka Ehsas Hua Hai

Tanhai Ke Lamhat Ka Ehsas Hua Hai

tanha.i ke lamhat ka ehsas hua hai

jab taron bhari raat ka ehsas hua hai

kuchh ḳhud bhi huun main ishq men afsurda o ghamgin

kuchh talḳhi-e-halat ka ehsas hua hai

kya dekhiye un tira-nasibon ka ho anjam

din men bhi jinhen raat ka ehsas hua hai

vo zulm bhi ab zulm ki had tak nahin karte

aḳhir unhen kis baat ka ehsas hua hai

bazi-gah-e-alam men to ik khel hai jiina

is khel men kab maat ka ehsas hua hai

ruḳh par tire bikhri hui zulfon ka ye aalam

din ka to kabhi raat ka ehsas hua hai

kuchh ḳhud bhi vo nadim hain ‘nasim’ apni jafa par

kuchh meri shikayat ka ehsas hua hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Meri Udasi Mere Darmiyan Band Karo

Sayyaad Bata to Sahi Is Jal Mein Kya Hai

Hum KHak-Ba-Sar Gard-E-Safar DhunD Rahe Hain

etibar-sajid

Ye Barson Ka Talluq Tod dena Chahte Hain Hum

malika-naseem

Agar Chahun Jhatak Kar Tod dun Zanjir-E-Tanhai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet