• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / taKHatub Hai Tujhse KHayal Aur Ka Hai

taKHatub Hai Tujhse KHayal Aur Ka Hai

taḳhatub hai tujh se ḳhayal aur ka hai

ye nukta vafa men baḌe ghaur ka hai

vo ḳhalvat men kuchh aur jalvat men kuchh hai

karam us ka mujh par ajab taur ka hai

mira chehra bhi mera chehra nahin hai

ye ehsan mujh par mire daur ka hai

ye nafrat mohabbat ka radd-e-amal hai

ki mujh se taqaza tire jaur ka hai

na.e daur ki ibtida ka hai zamin

ki dil aa.ina gosha-e-saur ka hai

karachi men bhi mo’atabar ho raha hai

suḳhan men jo andaz lahore ka hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahin Bhi Saya Nahin Kis Taraf Chale Koi

Sufi

Aap Karishma-Saz Hue Hain Hosh Mein Hai diwana Bhi

Wo Wasl Ki Lazzat Mein Gum Hai Wo Soz-E-Judai Kya Jaane

Phir uThi Aaj Wo Nigah-E-Naz

poet

Us Sitamgar Mein Dal Di Maine

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet