• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tah-Ba-Tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya

Tah-Ba-Tah Dariya Ke Sab Asrar Tak Wo Le Gaya

tah-ba-tah dariya ke sab asrar tak vo le gaya

lahr ik is paar se us paar tak vo le gaya

kaisa saaya tha ki gul ki us ne saari raushni

saath apne dhund ki divar tak vo le gaya

ek tha bimar qaidi ik gavah-e-chashm-did

ek hi zanjir ko darbar tak vo le gaya

tha charagh-e-iltija lekin bujha is shaan se

har muḳhatib se lab-e-iz.har tak vo le gaya

har sadaf men nuur ki thi buund sharma.i hui

ḳhalvaton se khinch kar bazar tak vo le gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jab Ki Sar Par Wabaal Aata Hai

Zamin Ki Kya Kahun Ki Sar Pe Aasman Bhi Nahin

akhlaque-bandvi

Justuju Ne Teri Har Chand Thaka Rakkha Hai

Ye Shabnam Phul Tare Chandni Mein Aks Kis Ka Hai

Mar Jaenge Jab Hum Nauhe Likkhenge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet