• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sukhe Patte uDa Raha Hoga

Sukhe Patte uDa Raha Hoga

sukhe patte uḌa raha hoga

vo ḳhizaon se khelta hoga

niind ke naam se jo Darta hai

saanp ḳhvabon men dekhta hoga

barf pighlegi jab pahaḌon par

dhuup men shahr jal gaya hoga

pattharon se hai vasta jis ko

aa.ina chhup ke dekhta hoga

muḳhlisi us ko kha chuki hogi

vo to rishton men baT chuka hoga

rang-sazon ke shahr ka ‘betab’

naqsha har pal badal raha hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

baDhti Jati Hai KHayalon Ki Thakan aaKHir-E-Shab

Kuchh Bas Na Chala Jazba-E-KHud-Kaam Ke Aage

Mohabbat Karne Wale Kab Kisi Ka Nam Lete Hain

Ye Aur Baat Teri Gali Mein Na Aaen Hum

Ajab Hai Rang-E-Chaman Ja-Ba-Ja Udasi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet