• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / subut-e-jurm na milne ka phir bahana kiya

subut-e-jurm na milne ka phir bahana kiya

subut-e-jurm na milne ka phir bahana kiya

ki adliya ne vahi faisla purana kiya

hava ke apne masa.il hain aur charagh ke bhi

na vo ghalat na amal us ne mujrimana kiya

ye tum ne jang ka unvan hi badal Daala

alam sajaya na lashkar koi ravana kiya

hari bhari thiin jo shaḳhen vahi phalin phulin

usi shajar ko parindon ne ashiyana kiya

saval main ne bhi rakkhe guzarishon ki tarah

badal ke us ne bhi andaz-e-dil-barana kiya

mire liye hi adavat ke dar bhi khole ga.e

mire hi naam mohabbat ka bhi ḳhazana kiya

hamesha va.ade hue taaj ke havale se

agarche taḳht ne va.ada kabhi vafa na kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kisi Ke Hath Kahan Ye KHazana Aata Hai

Mere Wajud Ko Usne Ajab Kamal Diya

poet

Mere Liye Hazar Kare Ehtimam Hirs

hasrat-mohani

dil Mein Kya Kya Hawas-E-did Badhai Na Gai

Kaun Buton Se Rishta joDe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet