• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Subh Se Aur Miyan Sham Se Kya Milta Hai

Subh Se Aur Miyan Sham Se Kya Milta Hai

sub.h se aur miyan shaam se kya milta hai

ye hai duniya yahan aram se kya milta hai

tu kisi shahr ka malik hai to hoga miri jaan

ye bata mujh ko tire naam se kya milta hai

jab ghalat kaam karega tabhi shohrat hogi

teri basti men sahi kaam se kya milta hai

saath chal jaam uTha munh se laga pi to sahi

mujh se kya puchhta hai jaam se kya milta hai

chand sikkon ke evaz jism mila karte hain

aur is shahr men kam daam se kya milta hai

vasl se milta hai jo milta hai divane ko

ai ḳhuda hijr ke ayyam se kya milta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aap Apne Ko Moatabar Kar Len

poet

Bhagwan Kirshn Ke Charnon Mein Shardha Ke Phul Chadhane Ko

Nam Tera Bhi Rahega Na Sitamgar Baqi

akhtar-hoshiyarpuri

Wo Zindagi Hai Usko Khafa Kya Kare Koi

poet

Purane Ishq Ka Sadma uThaya Ja Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet