• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sochi Thi Jo Wo Jurm-O-Saza Tak Pahunch Gai

Sochi Thi Jo Wo Jurm-O-Saza Tak Pahunch Gai

sochi thi jo vo jurm-o-saza tak pahunch ga.i

jo baat dil men thi vo ḳhuda tak pahunch ga.i

patta gira ki sar pe koi sang aa laga

chup-chap us ki yaad sada tak pahunch ga.i

us gul pe phuul phuul ne dil men kiya hai rashk

jab shab ki baat bad-e-saba tak pahunch ga.i

main mahv-e-ḳhvab tha ki mire man ki ek mauj

uTThi to us ke band-e-qaba tak pahunch ga.i

main baat kar raha tha zamane ke jaur ki

aage baḌhi to us ki ada tak pahunch ga.i

ik aarzu ki dil men rahi hai tamam-umr

tang aa ke aaj dast-e-dua tak pahunch ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Fikr-E-Sud-O-Ziyan Mein Rahna Hai

abdul-hafiz-naeemi

Gard-e-Firaq Ghaza Kash-e-Aina Na Ho

KHud Ko Jab Se Jaan Gae Hum

abdul-hamid-adam

Zindagi Ki daraaz Palkon Par

Dard Thamta Hi Nahin Sine Mein Aaram Ke Baad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet