• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shikwa Hai Na Ghussa Hai Ki Main Kuchh Nahin Kahta

Shikwa Hai Na Ghussa Hai Ki Main Kuchh Nahin Kahta

poet

shikva hai na ghussa hai ki main kuchh nahin kahta

kyuun aap ko dhadka hai ki main kuchh nahin kahta

chup rahne do dam-bhar mujhe lillah na chhedo

ab is se tumhen kya hai ki main kuchh nahin kahta

is lutf-zabani ko zara sochiye dil men

ye uzr to beja hai ki main kuchh nahin kahta

us lutf-e-zabani ko zara sochiye dil men

ye uzr to beja hai ki main kuchh nahin kahta

munh mera na khulvao ki ho jaenge lab band

dekho yahi achchha hai ki main kuchh nahin kahta

darta nahin jo dil men ho dushman ke lagae

un par ye huvaida hai ki main kuchh nahin kahta

kyuun rukte ho aadat se huun majbur vagarna

kuchh aap se parda hai ki main kuchh nahin kahta

ab vo bhi ye samjha ki ye samjha meri ghaten

is baat se darta hai ki main kuchh nahin kahta

har rose nae dhang hain khatir ke ‘nasim’ aah

kal se yahi sauda hai ki main kuchh nahin kahta

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ai Jaan Shab-E-Hijran Teri Sakht Badi Hai

Ek Tilism-E-Ajab-Numa Hun Main

Hafiz Shirazi

Rozgarist Ki Sauda-e-Butan din-e-Man Ast

Bhikshu Se KHwahishat Ka Ban Mangti Rahi

zaKHm Ab Tak Wahi Sine Mein Liye Phirta Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet