• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shikast-E-Jaan Se Siwa Bhi Hai Kar-E-Fan Kya Kya

Shikast-E-Jaan Se Siwa Bhi Hai Kar-E-Fan Kya Kya

obaidullah-aleem

shikast-e-jan se siva bhi hai kar-e-fan kya kya

azaab khinch raha hai mira badan kya kya

na koi hijr ka din hai na koi vasl ki raat

magar vo shakhs ki hai jan-e-anjuman kya kya

ada hui hai kai baar tark-e-ishq ki rasm

magar hai sar pe vahi qarz-e-jan-o-tan kya kya

nigah-e-bulhavasan haae kya qayamat hai

badal rahe hain gul-o-lala pairahan kya kya

guzar gae to guzarte rahe bahut khurshid

jo rang laai to laai hai ik kiran kya kya

qarib tha ki main kar-e-junun se baaz aauun

khinchi khayal men tasvir-e-kohkan kya kya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Udas Shamon Bujhe Darichon Mein lauT Aaya

poet

shoKHi Uf-Re Teri Nazar Ki

Ye Nigah-E-Sharm Jhuki Jhuki Ye Jabin-E-Naz Dhuan Dhuan

Apni Qismat Ka Sitara Sar-E-Mizhgan Dekha

Bahta Hua Dariya Hun Kahin Par Tha Kahin Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet