• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Shama Ki Tarah Pighalte Rahiye

Shama Ki Tarah Pighalte Rahiye

sham.a ki tarah pighalte rahiye

apni hi aag men jalte rahiye

aaj insan ka muqaddar hai yahi

har na.e sanche men Dhalte rahiye

zinda rahne ki tamanna hai agar

apna chehra bhi badalte rahiye

chhanv ki tarah baḌha bhi kiije

dhuup ki tarah na Dhalte rahiye

zindagi ki hai alamat laghzish

kyuun bahar-gam sambhalte rahiye

kaam liije na zaban se apni

ḳhaak bas chehre pe malte rahiye

zehn bhi shal na kahin ho jaa.e

vaqt-zaron se nikalte rahiye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

riyaz-khairabadi

Chhedte Hain Gudgudate Hain Phir Arman Aaj-Kal

Na Bulwaya Na Aae Roz Wada Kar Ke Din kaTe

poet

Ye daur Guzra Kabhi Na dekhin Piya Ki Ankhiyan Khumar-Matiyan

Dayar-E-KHwab Se Aage Safar Karne Ka Din Hai

poet

Nigahon Mein Iqrar Sare Hue Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet