• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sham Guzri Hai Abhi Gham Ki Sahar Baqi Hai

Sham Guzri Hai Abhi Gham Ki Sahar Baqi Hai

poet

shaam guzri hai abhi gham ki sahar baaqi hai

ik safar ḳhatm hua ek safar baaqi hai

kis tarah ghar men kahun apne shikasta-ghar ko

koi divar salamat hai na dar baaqi hai

zard aata hai nazar ḳhauf-e-ḳhizan se vo bhi

ek patta jo sar-e-shaḳh-e-shajar baaqi hai

ab jala.en bhi dobara to vo shayad na jalen

jin charaghon pe havaon ka asar baaqi hai

kyuun rahe tishna-e-ḳhun vo bhi hamare hote

tere tarkash men koi tiir agar baaqi hai

ḳhatm hote hi main aati nahin rah-e-manzil

umr-bhar chalte rahe phir bhi safar baaqi hai

dasht ki ḳhaak hua jism to kab ka ‘ḳhavar’

shahr men ab bhi mira naam magar baaqi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHuda Ki Shan Wo KHud Ho Rahe Hain Diwane

Main Kis Se Karta Yahan Guftugu Koi Bhi Na Tha

Maulana Rumi

Hikayat-e-Majnun

poet

Shab Ke Hain Mah Mehr Hain din Ke

Naqab Chehre Se Mere haTa Rahi Hai Ghazal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet